NOW SOME SHAYARI N JOKES FOR U PEOPLE

Friday, May 2, 2008

Men life :- before marriage :- SPIDERMAN
After finding a girl :- SUPERMAN
After engagement :- Gentleman
After marriage :_ Watchman,
10 years later DOBERMAN,
------------------------------------------------

Kisi ko kisi ki judaai mar gai……
Kisi ko zindagi ki tanhai mar gai…..
Ravi bura aadmi nahi tha dosto….
Usse to Ram ki lugaai mar gai……

------------------------------------------------

JUDGE :- aap apni patni se talak kyon chahate hai ?
PATI : - ME apni ke sath Bistar par khush nahi hu,
PATNI :- (gusse me ):- jab sara mohalla khush hai to tum kyon nahi

---------------------------------------------------

Shoher aur biwi main narazgi hojati hai, aur baat cheet band hoti hai... Shoher raat ko sotay waqt biwi kay takiye kay ooper aik parchi likh kar rakhta hai kay "Mujhay Subah 6 Jaga dena". Jub shoher sahab subah ko uthtay hain to dekhtay hain kay 9 baj rahay hotay hain aur wahin per aik parchi parri hoti hai, jis per likha hota hai "Uthiyee 6 baj chukay hain.

-----------------------------------------------------

Ek Sardar ka beta 1st time ATM se cash nikalwane gaya…
achanak machine jaam hogai.
Ussne bank manager ko bolwaliya.
Manager ne pocha ye kay say howa?
Sardar’s son : kya wahiyat machine hai ulti seedhi cheezain mangi hai. Phelay kheti hai ENTER CARD, phir ENTER PIN.
PIN dhoond kar laya aur is main dali to sali jaam hogai

-----------------------------------------------------

Ek bacha paida hotay hi nurse say bola: Mobile hai?
Nurse: Kya karo gay?
Bacha: GOD ko miss call deni hay kye khariat say pohanch gaya.

-------------------------------------------------------

Ladne Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain....

0 comments: